


To sister jis ne ap ko ye baat batai hay ap un se proof mangainĪger tehreeri ijazat di to zaroor un se ap talab karen Rahi baat ye k peer karam shah ne ijazat di ya deegar ulama ne Mazeed maloomat k liye ye fatwa read karen: Jab ye gustakh moon bhar bhar ker jan e kainat ki shan main gustakhian kertay hainĪp ko in k aqaid k baray mein ager tafseel chahiye 3.to yahan se read karen: Sister pata nahi hamari ghairat is waqt kahan chali jati hay

Un ko mar ker mitti mein mil janay wala bataya Pyaray aaqa k ilm e ghaib ko shaitan e laeen k ilm se kam kaha To behan dekhain k in k akabireen ne ham main se kisi k maan baap ko nahin bal k rahmate konain ,jan e kainat wajh e takhleeq e kainat (jin ki waja se ALLAH NE DUNYA BANAI)un ko na sirf bura bhala bal k namaz mein un k tasawwur ko apnay gaye bail k tasawwur se bad ter qarar diya or kaha k namaz main un ka khayal aye ga to tazeem k sath aye ga or namaz main un ki tazeem kerna shirk hay, To is aya e qura'ani ki roo se sister hamain na hi her kisi se poochna hay or na hi her kisi ki baat ka aitibar kerna hayĪlhamdulillah hamain ALLAH ne ulama e karam rahimahumullah ka saya ata farmaya hay hamain sirf unhi se poochna hay or unhi ki rahnumai se shariat e mutahhara k usoolon per amal kerna hayĭeobandi wahabi kia hain in k aqaid kia hain ?ager ye baat maloom hojaye to ap ko usi se andaza hojayega k ye log kaisay musalman hainĪj ager hamaray maan baap ko koi gali day ,bura bhala kahay to ham us k jani dushman hojatay hain or us shakhs se qata'a ta'alluq kernay se bhi nahi chooktay or hamain phir kisi ki parwah bhi nahi hoti koi kitna hi samjhaye ham agay se ye kehnay mein haq bajanib hotay hain k is ne hamaray maaan baap ko bura bhala kaha waghaira waghira To ahle ilm se poocho ager tum nahi jantay to Ohhhh sister yaqeenan ap misguide kerdi gain hainĭekhain sab se pehlay to ye baat samajh lain k ALLAH Quran e Majeed mein farmata hayįas'aloo ahlaz zikri in kuntum la t'alamoon
